Lalit Narayan Mithila University ne Post Graduation me admission ke liye Provisional Merit list Release kar diya hai. Jo bhi ummidwar Post Graduation Course M.A, M.Sc or M.Com me naam likhwane ke liye PGET 2020 Form Apply kiya tha. Abhi sirf LNMU PGET 2019-21 Provisional Merit List release kiya gaya wah wah bhi bina Entrance Test ke.
Mithila University PG Admission ke liye Merit list
University Bahut hi jald PG Admission Merit List upload karengi college wise aur subject wise. Phir vidharthi jo admission ke liye aavedan kiya hai, Un sabhi ka merit list me naam aane ke baad apna selection wala college me naam likhwa skte hai.
University | Lalit Naryan Mithila University |
Prakar | Provisional Merit Suchi |
Course | Post Graduation |
Satra | 2020-22 |
Stream | Kala, Vigyan & Vaniyajy |
Publish tarikh | 10th December 2020 |
Website | www.lnmu.ac.in |
Admission List | 14 December 2020 |
Mithila University PG Merit list Provisional Kaise download kare
Provisional merit list download karne ke liye vidharthi ko simple process ko follow karna hai aur hai download ho jayega.
- 1: Mithila University ke official website par jaye.
- 2: Latest update wala section me PG Provisional merit list without PET Session 2019-21 naam se link hoga.
- 3: Us link par click karne par ek pdf page khulega usme aap apna application number or naam se search kar skte hai.
PGET 2019 Provisional Merit list kya hai?
Yah merit list jo ki bina PET ke aadhar par UG marks and Inter ke marks ke aadhar par sambhabit merit list hai. Iske baad university 1st Merit list admission ke liye nikalegi jo ki subject wise and college wise bhi hoga. Uske aadhar par vidharthiyo ka naamankan hoga.
Download kare Mithila University provisional merit list PG
Kripya Dhyan De: Kuchh subject me admission ke liye PET nhi liya gaya hai. Us subject ke liye admission merit list/Cut off marks ke aadhar par hi hoga.
Is website se jude rahe mithila university me naamkan se sambandhit jankari ke liye.